Ek din mahadevi verma jab apne bageeche me gayi to unhone paya ki ek chotta sa gilahri ka bachha kauon ka shikar ho gaya tha. Unhone use uthaya aur kauon dwara kiye gaye ghavon par marham lagaya. Vah jald hi swasth ho gaya Aur doodne-koodne laga. Mahadevi verma tatha unke sathiyon ne use gillu naam se sambhodit kiya. Jald hi vah mahadevi verma ki aam dincharya ka mahatvapoorn hissa ban gaya - vah unke saath khata, unke saath hi sota tatha unka dhyaan apni aur akarshit karne ka har sambhav prayas karta. Parantu gilahriyon ka jeevan panch varsh se adhik ka nahi hota, atha uska ant bhi karib aa gaya. Ek raat usne apne thande panjon se mahadevi verma ki vahi unglee pakad li jo usne pehli baar pakadi thi. Agli subah ki pehli kiran ke saath hi vah ek nay jeevan me jaagne ke liye so gaya.
thank you so much helped for fa1
ReplyDeletethanku so much for my summer holiday homework
ReplyDeletethanku so much for my summer holiday homework
ReplyDeleteOoooo yeahhhh
ReplyDeleteIt also helps me for my holiday homeworkπππ
ReplyDeleteThank you,πππ
ReplyDeletethanks its very helpful for me
ReplyDelete